Posts

Showing posts from July, 2017

PROPOSE

Image
MAI RAHUL SHRIVASTAVA EK CIVIL ENGINEERING STUDENT. MAI DELHI COLLEGE OF ENGINEERING SE CIVIL ENGINEERING ME B.TECH KAR RAHA HUN. YE MERE AKHRI SEMESTER KE AKHRI EXAM KA WAQT HAI, AUR MAI APNE UNIVERSITY KO DIL SE DHANYWAAD KARTA HUN KI AAJ USNE AKHRI XAM LE LIYA. MAI THK 3.5 SAAL PHELE APNI GIRL FRIEND PIHU(TANYA SHRIVASTAVA) SE COMPUTER LAB ME MILA THA. AAJ MAI USE PROPOSE KARNE WALA THA SO MAINE USE COFFEE BARISTA ME BULAYA. TYARI PURI KARLI THI EVERYTHING SEEMS TO BE PERFECT. ITS IS A SPECIAL DAY FOR ME SO,  AAJ MAI TIME SE PHELE PAUNCH GAYA THA. WAIT KARTE KARTE MAI APNE BEETE DINO KO SOCH RAHA THA KI KAISE SAMAY BADAL JATA.KAL ME EK 12 TH PASS STUDENT THA JISNE COLLEGE JANA SIKHA THA. AUR AAJ MAI APNI GIRL FRIEND KO PROPOSE KARNE WALA, OHhhhhhhhh WHAT A MEMORABLE DAYS!!!!                                      MAINE PIHU KO SABSE PHELE COMPUTER CLASS ME DEKHA THA. PHELE NAZAR ME LAGA KI KUCH TO BAAT HAI. GAZAB KI ATTRACTION THA USME. MUJHE USSE LOVE AT FIRST SIGHT HO GAYA

Mahabhharat

Image
Krishna ye tera kaisa gyan hai, lut ti har pher draupdi ki garima hai, har ghar se behti rakt ki dhara, kyunki koi vrisha hai to koi balwaan hai. manav ke behte nahi aasun, kyunki wo ban chuka pashan hai, krishna ye tera kaisa gyan hai, jahan lut ta har ghar ka maan hai. Kho gayi manvta manav ke man se, jag uthi danvta har ke tan se, krishna ye tera kaisa gyan hai, jahan lut ta manav ka swabhiman hai. faile ashanti har ghar me, chira mahabharat har ke man me, krishna ye tera kaisa gyan hai, jahan lut geeta ka abhiman hai.

lut gayi beech bazar mein

Tere itne roop es sansar mein, Tu janni hai tu durga hai tu kali hai, fir kyun lut gayi tu beech bazaar mein, fir kyun lut gayi tu beech bazaar mein, mara,pita,dabaya,kuchla tujhe es samaj mein, dali pareon me pajeb, gale mein mangalsutra, dala tujhe jue mein, chora beech mazdaar mein, sansar ne tujhe apne swabhiman me, deni pari agniparikhsa kisi ke abhiman me Tujhe jalaya, kata esi sansar ne, jab bhi tune bandhan todi samaj, luti teri asmita,bangh ki teri maryada, fir bhi chup rahi tu es sansar mein, chup chap bahaye tune kitne neer es sansar mein, jab tu lut gayi beech bazar mein, jab tu lut gayi beech bazar mein.

Your Smile

Image
Smile of yours,bring zest in my life, It touches the soul of mine to the eve light, Yours lips is just as a curved petal of roses, The twist on it makes me drunken, Even i don’t drink red wine. Your smile gives me the source of livelihood, And it’s divine fragrance make my soul divine, Your smile give me the ray of hope even when the sun don’t shine, Your smile is the strength of me even in my downside, Your smile is boon of all my prayers, To rejuvenate me and fill the emptiness of my life, To define me and my whole life.

Aaya Fir Se Jeene ko

Aaya un galiyon me vapis, Fir se wo din zeene ko, larne ko jhagarne ko, fir se mohabbat karne ko, khojun un doro ko jo juri thi mere bhoron ko, zaare ki wo chaye ki chuski, garmi ki wo thele ki kulfi, dil aaj hai fir se wo din jeene ko. khojun fir se un galiyon ki maujon ko, khojun fir se jeet ke sankhnadon ko, khojun galiyon ke chandan ki chandaniyon ko, khojun fir se maa ki roti ko, aur baba ki daant ko, kyunki fir hai aaj arman aur kuch jeene ko jee chuke bahut un galiyon me, jahan khusiyon ka koi mole nahi, zasbato ka ko tol nahi. jahan aansun milti hai khlon me aur mohabbat ke daam hai. jahan zindgi hai noto ki aur maut ek inam hai esliye aaya hun un galiyon me vapis, fir se un lamhon ko jeene ko , larne ko jhagarne ko fir se mohabbat karne ko

College Days

Dedicated to all who are awayfrom home. Zindagi hai chhoti,                                                                               Har Pal meinkhush hu, Ghar se dur ho,                                                                                                                             Ek Room mein hikhush hu, Aaj Rajma chawal nahi hai,                                                                                                       Dal-Roti me hi khush hu,                                                                                                                                                 Aaj Bike nahi chalane ke liyee,                                                                                                                 Dokadam chal ke hi Khush Hu                       Aaj koi naraj hai,                                                                                                                                       Uske is anda

Pyar Ishq Ya Khuda

Ye ishq nahi aasan , ye too aag ka dariya hai aur dub kar jana hai .doston ye kahani hai 52/c azad colony , himachal Pradesh ki jaha mai aur mere 3 dost meera , Krishna aur shirin ki hai 4 th partner is  the mr.hunk yani mai mera naam hai actually javed hai. Hm charo  bachpan se es colony ke shan the colony ke ghr ke 42 sheeshe hmne hi tode the aur jb koi marne aata to wo choti si cycle utha kar bhagna uff ye din kabhi bhul na paun . lekin upar wale ko kuch aur hi manjoor tha shyad ye sunhere pal ko kahi kundan banana ka mood aa gaya tha use. Din bitte chale gaye aur hm jawan hone lage , i mean hm school chor clg aa gaye sb kuch naya naya masti jaise sir chad kar bolne lagi hm kush the clg khtm hone ke baad wo gupta ji ki canteen ki chaye ya dubey ji wo sabji wali magi khate ghar nikal jate .........Sb kuch thk chal raha tha ek dum gari spat maidan me jaise daurti hai . ek din freshers ko bula kar hmare clg ke dean mr. Adwani solid personality unka pet nahi mano

RAGGING KI KHANI

Ragging ek shabd hai jise se engg. me aane wala har inturn darta hai , hmari bhi halat kuch waise hi thi . aap sab soch rahe hoge ki mai achanak aise batein kyun kar raha hun kyunki mai aapko btana chata hun ek ladke ki khani ya bol sakte hai hmare life ka tragedy ya mere grp ki sab se bare tragedy lekin tragedy se phele ka climax to suno.....surendra class ka phela din sare funde jaise ghont kar aaya ho, pura sirt band aankhe niche sare seenior ko wish karte hue class me aaraha tha laga ki koi bachha aaraha tha , class me aaya sab ko hllo kiy aur bathe gaya . first day ka class sab bache aise sun rahe faclty ko jaise aasaram bapu ka path sun rahe the.lekin samay ke sath sab khulne lage aur hmari dosti hone lagi lekin kuch log todha jyada padhne wale me the jisme se galti se mai bhi tha hmlogon ka grp. ban gaya aur hmlog class ke ache student me gine jane lage . samay bita aur apna first life ka ya engg. life ka mid sem aaya sab log cautious ha kar padh rahe the laga kya hmne th